3-dil kho diya hai maine mera,
ho gaya hai ab ye tera,
chupa lo hume apni bahon me,
tum hi ho mere aankhon ka sehra......
chupa lo hume apni bahon me,
tum hi ho mere aankhon ka sehra......
4-mile aapko lakshmi ji ka aashirwaad avem pyar,
ho ghar me paiso aur khushiyo ki bochaar,
sukh samridhi mile aapko,
mubarak ho ye deepo ka tyohaar...
happy diwali..
5-har din aaye zindagi me aapke khushiyaan,
5-har din aaye zindagi me aapke khushiyaan,
rahe hamesha aapki rakhi baati par diya,
deep jale aapke ghar me is varsh,
yun hi chadhte jaye aap safalta ki seediya..
Wish you all a very happy new year...
6-tap tap barasti hai ye madhur varsha,
6-tap tap barasti hai ye madhur varsha,
yun behlati hame ye madhur varsha..
zor se hawayein jab sehalati hame,
wo bundein jo behlati hame,
kheench le jati hame vo apne paas,
aisa lagta ye pyar se bulati hame..
baarish jo sugandh failati,
hai aag ko bhujati,
sabhi ko yah khush karti,
hai ye mano jaise diye ki baati..
tap tap barasti hai ye madhur varsha,
yun behlati hame ye madhur varsha
7-aaya hai aakhri din saal 2010 ka,
7-aaya hai aakhri din saal 2010 ka,
zindagi ki nayi shuruat ka,
beetne wala hai woh sunehra 2010,
jo saal tha kuch meethe aur kadwe palo ka..
ek taraf india BANI NO 1 cricket me,
toh CWG me no 2 par aayi,
dusri aur raja ki 176000crores ka gotala,
aur na hi khulta ye mehangaai ka tala..
No comments:
Post a Comment